|
| Author |
Message |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Thu Oct 01, 2009 3:22 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
MULAQAT kiskader khamoshiyon say aap dil may aa ghaey janay kia kuch soch ker ham aap say sherma ghaey yak bayak jhuk ghai nazer or kanptay hain hath bhi aap jo aaey achanak ham bohot ghabra ghaey ik nazer tirchi jo dali aap nay ham per janab bay khaber masoom dil ko bay terha terpa ghaey seedha sadha ab talak ham aap ko samjhay rahay teer terkash may kahan say aap kay yeh aaghaey aaj jo tanha hamain paya unhon nay ay RIBZ jan ker moqa ghanimat hal-e-dil batla ghaey ABIA RIBZ)
Last edited by cuty on Wed Oct 07, 2009 3:16 am, edited 1 time in total.
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
|
 |
|
sonia20
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Thu Oct 01, 2009 6:06 am |
Joined: Tue Sep 15, 2009 10:38 am Posts: 33
|
|
kuch na us nay kaha tha janay kion dil dharaknay laga tha jaanay kion
door mujh say tha, par khayalon main woh qareeb aagaya tha jaanay kion
aaj keh dega haal-e-dil mujh say yoon mujhay lag raha tha jaanay kion
go bohat say haseen thay mehfil main dil usay dhoondta tha jaanay kion
sonia main nay baarha dekha woh mujhay dekhta tha jaanay kion
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Thu Oct 01, 2009 7:44 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
|
[b
]sonia20[/b],
sonia apne chhoti beher main khubsurat ghazal kahi hai . daad qabool karen .
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Thu Oct 01, 2009 7:46 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
cuty wrote: GAZAL kiskader khamoshiyon say aap dil may aa ghaey janay kia kuch soch ker ham aap say sherma ghaey yak bayak jhuk ghai nazer or kanptay hain hath bhi aap jo aaey achanak ham bohot ghabra ghaey ik nazer tirchi jo dali aap nay ham per janab bay khaber masoom dil ko bay terha terpa ghaey seedha sadha ab talak ham aap ko samjhay rahay teer terkash may kahan say aap kay yeh aaghaey aaj jo tanha hamain paya unhon nay ay RIBZ jan ker moqa ghanimat hal-e-dil batla ghaey (RABIA RIBZ) bhut sada magar bhut achhi ghazal hai . daad deta hun qabool karen
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Thu Oct 01, 2009 1:40 pm |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
|
thanks masood
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 4:03 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
|
cuty,
hi cuty . hw r u .ihave seen ur poems .all are superb .i pray for u and hope u wiil keep writng like it .wisal and ishq ne to dil ko chhu liya
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
desireable
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 5:32 am |
Joined: Sat May 02, 2009 6:46 pm Posts: 134
|
cuty wrote: CHAR DIN KAY KEHKAHAY LAY JAEEY char din kay kehkahay or dil lagi lay jaeeay ja rahay hain aap to yeh zindagi lay jaeey meray ashkon per na jaein yeh to yoonhi behtay hain meray honton per damakti her khushi lay jaeeay in khanakti chooriyon kay gungunanay ki sada meri payal ki sharabi bay khudi lay jaeeay jo nahin hain aap to main is jahan ko kia karoon meri aankhon main chamakti her khushi lay jaeeay ja rahay hain aap jab apni RIBZ ko chor ker aanay walay her lamhay ki aagahi lay jaeeay (RABIA RIBZ)
Bohat hi Umdah. excellent
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 5:35 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
|
bohot nawazish masood and desire
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 5:40 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
roothay ho kiwn hay sawal koi bataeey na yoon nazrain ham say churaeey deen wazahatain her ik bat ki bas ab rooth ker to na jaeey nahin dil bhi ab to sanbhal raha meray dost man jaeey ghai sa aton ka hi wasta nahin doosra koi rasta bas ab nakhray yoon na dikhaeey meray dost lot ker aaeey nahin seh sakay gha yeh bay rukhi dil e muztarib may hay sadghi mujhay khonay say pehlay hi paeey bas ab door RIBZ say na jaeey (RABIA RIBZ)
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 5:49 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
BAYTABI un ko hamari yad na aaey to kia karain dil ko kisi ki bat na bhaey to kia karain
ham eitaraf e ishq may jan say ghuzer ghaey un ki nazer may phir bhi na aaey to kia karain
dil say kaha hazar keh majboor wo bhi hain gher bay qarari dil ki na jaey to kia karain
ham poochtay hain un ko bhula bhi dia agher phir bhi jo ham ko chain na aaey to kia karain
ik iztarabi kaifiyat hay her lamha RABI keh kay bhi is dafa wo na aaey to kia karain (RABIA RIBZ)
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 6:12 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
BAYRUKHI meray koochay say aaker wo chalay jaein to kia kahiey shakal ko phir bhi unki ham taras jaein to kia kahiey
may unki hoon wo meray hain bas itni si tamana hay yehi ik bat baton may wo keh jaein to kia kahiey
ilahi roothna unka kahan berdasht may mayri jafaein unki seh seh ker jo mer jaein to kia kahiey
khuda un ko wafa day day mujhay aisi dawa dayday keh unki ik tajalli say jo jee jaein to kia kahiey
RIBZ keh day koi ja ker keh dam lab per ruka aaker yehi do char gheryan hain jo seh jaein to kia kahiey (RABIA RIBZ)
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 10:43 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
|
cuty, hi cuty hum to shair type bande hain . ab tak zindagi mein jo expierience huwa wo likh diya . hamaree tamam nek khawahishat aur duaen apke saath hein app khush rahen aur khub khub likhen
take care of ur self
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
Tifl e Maktab
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 5:43 pm |
| EverGreen Member |
 |
Joined: Sat Dec 27, 2008 8:39 am Posts: 3604
|
cuty wrote: roothay ho kiwn hay sawal koi bataeey na yoon nazrain ham say churaeey deen wazahatain her ik bat ki bas ab rooth ker to na jaeey nahin dil bhi ab to sanbhal raha meray dost man jaeey ghai sa aton ka hi wasta nahin doosra koi rasta bas ab nakhray yoon na dikhaeey meray dost lot ker aaeey nahin seh sakay gha yeh bay rukhi dil e muztarib may hay sadghi mujhay khonay say pehlay hi paeey bas ab door RIBZ say na jaeey (RABIA RIBZ)
Kya baat hai...Bohat hi khobsorat andaz....dil main utr gaya... Bohat si daad qabool kijiye....
_________________
|
|
|
|
 |
|
Tifl e Maktab
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 5:48 pm |
| EverGreen Member |
 |
Joined: Sat Dec 27, 2008 8:39 am Posts: 3604
|
cuty wrote: BAYTABI un ko hamari yad na aaey to kia karain dil ko kisi ki bat na bhaey to kia karain
ham eitaraf e ishq may jan say ghuzer ghaey un ki nazer may phir bhi na aaey to kia karain
dil say kaha hazar keh majboor wo bhi hain gher bay qarari dil ki na jaey to kia karain
ham poochtay hain un ko bhula bhi dia agher phir bhi jo ham ko chain na aaey to kia karain
ik iztarabi kaifiyat hay her lamha RABI keh kay bhi is dafa wo na aaey to kia karain (RABIA RIBZ) Wah! Ribz kamal kardiya.....bohat hi khobsorat...bohat shandar.... ham eitaraf e ishq may jan say ghuzer ghaey un ki nazer may phir bhi na aaey to kia karain dil say kaha hazar keh majboor wo bhi hain gher bay qarari dil ki na jaey to kia karain Bohat hi khobsorat ashaar hain... bohat si daad qabool kijiye.... Tabassum
_________________
|
|
|
|
 |
|
Tifl e Maktab
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 6:24 pm |
| EverGreen Member |
 |
Joined: Sat Dec 27, 2008 8:39 am Posts: 3604
|
cuty wrote: BAYRUKHI meray koochay say aaker wo chalay jaein to kia kahiey shakal ko phir bhi unki ham taras jaein to kia kahiey
may unki hoon wo meray hain bas itni si tamana hay yehi ik bat baton may wo keh jaein to kia kahiey
ilahi roothna unka kahan berdasht may mayri jafaein unki seh seh ker jo mer jaein to kia kahiey
khuda un ko wafa day day mujhay aisi dawa dayday keh unki ik tajalli say jo jee jaein to kia kahiey
RIBZ keh day koi ja ker keh dam lab per ruka aaker yehi do char gheryan hain jo seh jaein to kia kahiey (RABIA RIBZ)
Allah ye kalam ki barish.....Subhan Allah, aaj kal to khoob amad ho rahi hai aur wo bhi bohat khobsorat.....Kya ghazal kasheed ki hai aap ne bohat hi khobsorat....beshumar daad qabool kijiye.... Tabassum
_________________
|
|
|
|
 |
|
seemanaqvi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Mon Oct 05, 2009 9:43 pm |
| Active Member |
 |
Joined: Mon Dec 22, 2008 4:53 pm Posts: 653
|
itni khubsoorat ghazal par dhairon daad rabia. Aik do baatain main aap ko zuroor kehna chahoon gi ke yeh wala sher: meray koochay say aaker wo chalay jaein to kia kahiey shakal ko phir bhi unki ham taras jaein to kia kahiey iss main Shakal lafz sahee naheen hai, issay shakl likhain tou thoda sa bewazan ho raha hai. Issay dobara kahiye.
may unki hoon wo meray hain bas itni si tamana hay yehi ik bat baton may wo keh jaein to kia kahieyKya khoob, wah!!!ilahi roothna unka kahan berdasht may mayri Iss main bardasht ka t naheen aa raha, koi aur lafz use kar ke daikhain jafaein unki seh seh ker jo mer jaein to kia kahieykhuda un ko wafa day day mujhay aisi dawa dayday keh unki ik tajalli say jo jee jaein to kia kahiey Bohot achay!!!RIBZ keh day koi ja ker keh dam lab per ruka aaker yehi do char gheryan hain jo seh jaein to kia kahiey Yahan par (RIBZ) bewazan ho raha issay bhi dobara kahiye jaise ke Koi jaa kar yeh keh day RIBZ, dam lab par ruka aa karyehi do char gheryan hain jo seh jaein to kia kahiey (RABIA RIBZ) Bohot si daad!!! 
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 3:21 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
masood_zuberi wrote: cuty, hi cuty hum to shair type bande hain . ab tak zindagi mein jo expierience huwa wo likh diya . hamaree tamam nek khawahishat aur duaen apke saath hein app khush rahen aur khub khub likhen
take care of ur self shukria masood keh aap apnay qeemti waqt may say waqt nikal ker meray thread may aatay hain,meri poetry ko sarahtay hain 
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 3:29 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
tabs wrote: cuty wrote: roothay ho kiwn hay sawal koi bataeey na yoon nazrain ham say churaeey deen wazahatain her ik bat ki bas ab rooth ker to na jaeey nahin dil bhi ab to sanbhal raha meray dost man jaeey ghai sa aton ka hi wasta nahin doosra koi rasta bas ab nakhray yoon na dikhaeey meray dost lot ker aaeey nahin seh sakay gha yeh bay rukhi dil e muztarib may hay sadghi mujhay khonay say pehlay hi paeey bas ab door RIBZ say na jaeey (RABIA RIBZ)
Kya baat hai...Bohat hi khobsorat andaz....dil main utr gaya... Bohat si daad qabool kijiye.... thanks tabassum
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 3:30 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
tabs wrote: cuty wrote: BAYTABI un ko hamari yad na aaey to kia karain dil ko kisi ki bat na bhaey to kia karain
ham eitaraf e ishq may jan say ghuzer ghaey un ki nazer may phir bhi na aaey to kia karain
dil say kaha hazar keh majboor wo bhi hain gher bay qarari dil ki na jaey to kia karain
ham poochtay hain un ko bhula bhi dia agher phir bhi jo ham ko chain na aaey to kia karain
ik iztarabi kaifiyat hay her lamha RABI keh kay bhi is dafa wo na aaey to kia karain (RABIA RIBZ) Wah! Ribz kamal kardiya.....bohat hi khobsorat...bohat shandar.... ham eitaraf e ishq may jan say ghuzer ghaey un ki nazer may phir bhi na aaey to kia karain dil say kaha hazar keh majboor wo bhi hain gher bay qarari dil ki na jaey to kia karain Bohat hi khobsorat ashaar hain... bohat si daad qabool kijiye.... Tabassum shukria janab
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 3:33 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
tabs wrote: cuty wrote: BAYRUKHI meray koochay say aaker wo chalay jaein to kia kahiey shakal ko phir bhi unki ham taras jaein to kia kahiey
may unki hoon wo meray hain bas itni si tamana hay yehi ik bat baton may wo keh jaein to kia kahiey
ilahi roothna unka kahan berdasht may mayri jafaein unki seh seh ker jo mer jaein to kia kahiey
khuda un ko wafa day day mujhay aisi dawa dayday keh unki ik tajalli say jo jee jaein to kia kahiey
RIBZ keh day koi ja ker keh dam lab per ruka aaker yehi do char gheryan hain jo seh jaein to kia kahiey (RABIA RIBZ)
Allah ye kalam ki barish.....Subhan Allah, aaj kal to khoob amad ho rahi hai aur wo bhi bohat khobsorat.....Kya ghazal kasheed ki hai aap ne bohat hi khobsorat....beshumar daad qabool kijiye.... Tabassum bas kia karain shairy ka derya baha to behta hi chala ghaya ham band bandhtay hi reh ghay nawazish isqader pasand kernay kay liey
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 3:44 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
seemanaqvi wrote: itni khubsoorat ghazal par dhairon daad rabia. Aik do baatain main aap ko zuroor kehna chahoon gi ke yeh wala sher: meray koochay say aaker wo chalay jaein to kia kahiey shakal ko phir bhi unki ham taras jaein to kia kahiey iss main Shakal lafz sahee naheen hai, issay shakl likhain tou thoda sa bewazan ho raha hai. Issay dobara kahiye.
may unki hoon wo meray hain bas itni si tamana hay yehi ik bat baton may wo keh jaein to kia kahieyKya khoob, wah!!!ilahi roothna unka kahan berdasht may mayri Iss main bardasht ka t naheen aa raha, koi aur lafz use kar ke daikhain jafaein unki seh seh ker jo mer jaein to kia kahieykhuda un ko wafa day day mujhay aisi dawa dayday keh unki ik tajalli say jo jee jaein to kia kahiey Bohot achay!!!RIBZ keh day koi ja ker keh dam lab per ruka aaker yehi do char gheryan hain jo seh jaein to kia kahiey Yahan par (RIBZ) bewazan ho raha issay bhi dobara kahiye jaise ke Koi jaa kar yeh keh day RIBZ, dam lab par ruka aa karyehi do char gheryan hain jo seh jaein to kia kahiey (RABIA RIBZ) Bohot si daad!!!  CHASHM E MA ROSHAN DIL E MA SHAD may kia bataoon keh mujhay kitni khushi ho rahi hay keh aapnay meray thread may qadam ranjah fermaya meri bohot izzat afzai hay keh meri ghazlain aapki nighah e naz say ghuzreen or dad bhi pa ghaeen aapki tashreef awri ka bay intaha shukria
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 7:02 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
NARAZGHI yeh dil muztarib hay yeh kaisay kahin ham teri bayniyazi ko kaisay sahain ham yoon tujh may uter jaein ham sans banker teray dil may khoon ki terha say bahain ham
bohot hi kathin hay mohobat ki wadi magher yeh bata day keh kaisay bachain ham
jo ki dosti hay to ab sath bhi day kiwn ham per sitam yeh keh tanha rahain ham
na rakhay ghi ab RIBZ tujh say taluq nahin kam koi keh tujh per marain ham (RABIA RIBZ)
Last edited by cuty on Tue Oct 06, 2009 12:18 pm, edited 2 times in total.
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
maheen_ansari
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 7:53 am |
| Super Senior Member |
 |
Joined: Tue Aug 18, 2009 2:39 pm Posts: 540
|
|
Superb jee, tmam ke tmam bhut umda hain. nice work!
|
|
|
|
 |
|
*MYSTERIOUS*
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 12:04 pm |
| Super Dooper Member |
 |
Joined: Fri Oct 06, 2006 7:20 pm Posts: 63320 Location: +92 :-p
|
cuty wrote: BAYTABI un ko hamari yad na aaey to kia karain dil ko kisi ki bat na bhaey to kia karain
ham eitaraf e ishq may jan say ghuzer ghaey un ki nazer may phir bhi na aaey to kia karain
dil say kaha hazar keh majboor wo bhi hain gher bay qarari dil ki na jaey to kia karain
ham poochtay hain un ko bhula bhi dia agher phir bhi jo ham ko chain na aaey to kia karain
ik iztarabi kaifiyat hay her lamha RABI keh kay bhi is dafa wo na aaey to kia karain (RABIA RIBZ) buhut khoobsorat ash'aar 
_________________
Main samander huun khamoshi meri majboori hai de sako to kisi tuufaan ki dua do mujh ko
|
|
|
|
 |
|
mohiuddin
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Tue Oct 06, 2009 1:51 pm |
| Super Senior Member |
 |
Joined: Mon Jul 11, 2005 3:01 pm Posts: 398 Location: Lahore
|
|
Jo AatiSh fiShan hum yahan daikh rahy hain uss sy halat aur ehsaasat ki uss hiDdat ka pata milta hai jis ne iss LaAwY ko janam dia. Meri dua hai keh ap ki sari khawahshen poori hon. Bohat hi umda izharia hai aap ka. keep sharing.
_________________ BaAt Hi BaAt Main MaAt KarNy Ka FuN Tum Ko AAa Hi GaYa Bat KarNy Ka FuN
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 2:39 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
maheen_ansari wrote: Superb jee, tmam ke tmam bhut umda hain. nice work! maheen_ansari, aapko mujhay aapnay thread may daikh ker kitni khushi ho rahi hay may bata nahin sakti,may aapki mazahiya shairy ki maddah hoon. shukria aap aaey or mera kalam pasand kia.
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 2:43 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
*MYSTERIOUS* wrote: cuty wrote: BAYTABI un ko hamari yad na aaey to kia karain dil ko kisi ki bat na bhaey to kia karain
ham eitaraf e ishq may jan say ghuzer ghaey un ki nazer may phir bhi na aaey to kia karain
dil say kaha hazar keh majboor wo bhi hain gher bay qarari dil ki na jaey to kia karain
ham poochtay hain un ko bhula bhi dia agher phir bhi jo ham ko chain na aaey to kia karain
ik iztarabi kaifiyat hay her lamha RABI keh kay bhi is dafa wo na aaey to kia karain (RABIA RIBZ) buhut khoobsorat ash'aar  aapka meray thread may aana or kalam ko sarahna ,meray liey intehai izzat afzai ki bat hay, bohot shukria.
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 2:45 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 2:55 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
bay herf khat sadah say khat may too nay kia kia payam bhaijay kitnay haseen jazbay likh meray nam bhaijay
bay herf khat tha wo ya tehreer thi shaghufta poochay yeh mujh say koi kia kia inaam bhaijay
her lamha unki khatir behlaein dil jo mera ehsas kay shaghufta bandi ghulam bhaijay
wo meray dil ka malik mujh say qareeb ter hay her khat may wo to yaro mujh ko salam bhaijay
kasid ka shukria ho jazbat ko jila di saday safhey pey likh ker unkay kalam bhaijay (RABIA RIBZ)
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 3:07 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
SANGH KA INSAN may nay ik sangh kay insan say mohobat ki hay sal ha sal ki rasmon say baghawat ki hay
sangh say phorna ser ko hay muqader tehra janay kia soch kay pather say rifaqat ki hay
us nay her lamha may bakhsha hay naya dukh mujh ko her qayamat pey nai aik qayamat ki hay
may nay chaha hay ussay rooh ki ghehrai say us bay meher pey ham nay yeh inayat ki hay
us nay jazbon ko bhi dolat may hay tola RABI us nay kia soch kay toheen e mohobat ki hay (RABIA RIBZ)
Last edited by cuty on Wed Oct 07, 2009 7:01 am, edited 1 time in total.
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 4:39 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
cuty wrote: SANGH KA INSAN may nay ik sangh kay insan say mohobat ki hay sal ha sal ki rasmon say baghawat ki hay
sangh say phorna ser ko hay muqader tehra janay kia soch kay pather say rifaqat ki hay
us nay her lamha may bakhsha hay naya dukh mujh ko her qayamat pey nai aik qayamat ki hay
may nay chaha hay ussay rooh ki ghehrai say us bay meher pey ham nay yeh inayat ki hay
us nay jazbon ko tarazoo may hay tola RABI us nay kia soch kay toheen e mohobat ki hay (RABIA RIBZ)
bhut bhut khub ha i apka kalam .daad leejiye aur khush rahen
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 5:18 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
|
thanks masood
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 5:54 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
HAYA kabhi door chalay jatay ho kabhi pas chalay aatay ho nazron ko churatay ho anchal ko churatay ho her bat pay bandish hay kiwn ham ko satatay ho
ankhon may agher jhankain cheray ko jhukatay ho ger pas jo baitain to tum kitna lijatay ho ham dil ko kahan lay jaein kiwn lamhay bitatay ho
mushkil say milay ho ab kuch bat bhi ker lo na tum sirf hamaray ho iqrar bhi kerlo na kiwn honton pay ik ghehri khamoshi sajatay ho
ham jantay hain dil may kia bat tumharay hay chehray say chupatay ho ankhon say batatay ho ab bas bhi karo jana kiwn ham ko rulatay ho (RABIA RIBZ)
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 8:33 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
cuty wrote: SANGH KA INSAN may nay ik sangh kay insan say mohobat ki hay sal ha sal ki rasmon say baghawat ki hay
sangh say phorna ser ko hay muqader tehra janay kia soch kay pather say rifaqat ki hay
us nay her lamha may bakhsha hay naya dukh mujh ko her qayamat pey nai aik qayamat ki hay
may nay chaha hay ussay rooh ki ghehrai say us bay meher pey ham nay yeh inayat ki hay
us nay jazbon ko bhi dolat may hay tola RABI us nay kia soch kay toheen e mohobat ki hay (RABIA RIBZ)
bara cofidence hai ; usne kya soch k tauheen-e- mohabbat ki hai wah wah
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 11:16 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
cuty wrote: *MYSTERIOUS* wrote: cuty wrote: BAYTABI un ko hamari yad na aaey to kia karain dil ko kisi ki bat na bhaey to kia karain
ham eitaraf e ishq may jan say ghuzer ghaey un ki nazer may phir bhi na aaey to kia karain
dil say kaha hazar keh majboor wo bhi hain gher bay qarari dil ki na jaey to kia karain
ham poochtay hain un ko bhula bhi dia agher phir bhi jo ham ko chain na aaey to kia karain
ik iztarabi kaifiyat hay her lamha RABI keh kay bhi is dafa wo na aaey to kia karain (RABIA RIBZ) buhut khoobsorat ash'aar  aapka meray thread may aana or kalam ko sarahna ,meray liey intehai izzat afzai ki bat hay, bohot shukria. hum etraf-e-ishq mein jan se guzar gaye unki nazar mein phir bhi n aaye to kya karen bhut khub . itna piyara shair .maza agya daad daad data hun
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 11:23 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
cuty wrote: HAYA kabhi door chalay jatay ho kabhi pas chalay aatay ho nazron ko churatay ho anchal ko churatay ho her bat pay bandish hay kiwn ham ko satatay ho
ankhon may agher jhankain cheray ko jhukatay ho ger pas jo baitain to tum kitna lijatay ho ham dil ko kahan lay jaein kiwn lamhay bitatay ho
apki ye nazam bhut khubsurat hai .bara besakhtapan aur sadgi hai .reader kho jata hai .itni kam umree main esa kalam. khush raho mushkil say milay ho ab kuch bat bhi ker lo na tum sirf hamaray ho iqrar bhi kerlo na kiwn honton pay ik ghehri khamoshi sajatay ho
ham jantay hain dil may kia bat tumharay hay chehray say chupatay ho ankhon say batatay ho ab bas bhi karo jana kiwn ham ko rulatay ho (RABIA RIBZ)
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
masood_zuberi
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Wed Oct 07, 2009 11:30 am |
Joined: Mon Jul 13, 2009 4:18 am Posts: 775 Location: Islamabad pakistan
|
cuty wrote: bay herf khat sadah say khat may too nay kia kia payam bhaijay kitnay haseen jazbay likh meray nam bhaijay
bay herf khat tha wo ya tehreer thi shaghufta poochay yeh mujh say koi kia kia inaam bhaijay
her lamha unki khatir behlaein dil jo mera ehsas kay shaghufta bandi ghulam bhaijay
wo meray dil ka malik mujh say qareeb ter hay her khat may wo to yaro mujh ko salam bhaijay
kasid ka shukria ho jazbat ko jila di saday safhey pey likh ker unkay kalam bhaijay (RABIA RIBZ) ye ghazal bari classic touch liye huwe hai , bhut pyari hai .qasid ka zikr bare khubsurat andaz mein kiya hai . ghalib aour meer ne bhi qasid ka khub khub tazkara kiya hai . superb ,
_________________ Nahi Maloom Kyun likhta Raha hun Hikayat-e-junoon likhta raha hun
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Thu Oct 08, 2009 1:05 am |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
|
thank you so much Masood
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
cuty
|
Post subject: Re: MAY TUM SAY PIYAR KERTI HOON Posted: Thu Oct 08, 2009 12:46 pm |
| Super Member |
 |
Joined: Sat Sep 05, 2009 1:09 am Posts: 1058
|
subahh wrote: rabia ribz aj apki shairy pay tawajah ki ...khub likhti hain par unwan o mouzu aek sa hi hae her kalam main ...judai sanum ki bewafai ...kuch aur terz ke mouzuat pay bhi likhnay ki koshish kerain....intezar rahaiga khush rahain subah.. aapki tashreef awri or pasandeedghi ka shukria abhi dil kay jis mosam say guzer rahi hoon wohi likh rahi hoon jab gham e jana say gham e doran may aaoon ghi to wo likhoon ghi
_________________
khwahish machal rahi hey rabi key dil main yehi banhon main hum hon unki nadya ka ho kinara
|
|
|
|
 |
|
|