|
|
|
 |
|
Baarish
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Mon Feb 09, 2009 8:48 am |
| Junior Addict Member |
 |
Joined: Sun Nov 11, 2007 7:52 am Posts: 11562 Location: Jammu&Kashmir
|
talaash_e_zeest wrote: yun he ranjishoun main guzar gayi kabhi wo khafa kabhi main khafa, usi mor k har mor pe, kabhi wo ruka kabhi mai ruka wohi raastay,wohi ham safar, na use khabar na mujhe pata apni apni anaa mai gum kabhi wo khuda kabhi main khuda.......!!!
meri zaat zarra_e_be nishaan.. ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ bohat hi zaberdastttttt ,,,,,,,keep shearing.
_________________
|
|
|
|
 |
|
heart_breaker
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Mon Feb 09, 2009 5:55 pm |
| Baby Addict Member |
 |
Joined: Fri Apr 27, 2007 5:55 pm Posts: 8490 Location: Lahore
|
talaash_e_zeest wrote... Quote: mere ishq ko nadhaal kar kabhi hijr ko bhi wisaal kar meri aankh ko benaai de mere qalb ko ujaal kar, mujhe dars de fana ka tu mera ishq main bura haal kar. meri asal soorat bigaar de kisi ishq ki bhatti main daal kar mujhe bhi peela koi aisi shey,, kabhi meri aankhain bhi laal kar wo jo us jahaan main halaal hay kabhi is jahaan main halaal kar main teri talab main hoon dar badar kabhi is taraf bhi kheyaal kar........!!!
wah kia baat hai keep it up
_________________
|
|
|
|
 |
|
talaash_e_zeest
|
Post subject: itni muddat baad milay ho.....!!~~!! Posted: Fri Feb 13, 2009 12:37 pm |
| Co-Mod |
 |
Joined: Sun Aug 31, 2008 9:03 am Posts: 2030 Location: dasht e tanhaai..
|
itni muddat baad milay ho.....!!~~!! itni muddat baad milay ho! kin sochon mien gum phirtay ho? itnay khaif kion rahtay ho? her aahat say darr jatay ho taiz hawaa nay mujh say poocha ait per kia likhtay rahtay ho? kaash koi hum say bhi poochay raat gaye tak kion jagay ho? mien darya say bhi darta hon tum darya say bhi gahray ho kaun si baat hai tum mien aisi itnay achay kion lagtay ho? peechay murr kar kion dekha tha patthar ban kar kia taktay ho jao jeet ka jashan manao mien jhoota hon tum sachay ho apnay shahar kay saray logon say meri khatir kion uljhay ho kahnay ko rahtay ho dil mien phir bhi kitnay duur kharay ho raat humien kuch yaad nahi tha raat buhut hee yaad aye ho hum say na poocho hijar kay qissay apni kaho abb tum kaisay ho faraz tum badnaam buhut ho jaisay ho phir bhi achay homeri zaat zarra_e_be nishaan
_________________
OnLy DeAtH cAn TeAcH mE hOw To 4GeT yOu...!!!!

Aaya kuch is aada se k palkain bhego gaya Jhonka tere kheyaal ka kitna shadeed tha....!!!
|
|
|
|
 |
|
*MYSTERIOUS*
|
Post subject: Re: itni muddat baad milay ho.....!!~~!! Posted: Sat Feb 14, 2009 1:14 pm |
| Super Dooper Member |
 |
Joined: Fri Oct 06, 2006 7:20 pm Posts: 63325 Location: +92 :-p
|
talaash_e_zeest wrote: itni muddat baad milay ho.....!!~~!! itni muddat baad milay ho! kin sochon mien gum phirtay ho? itnay khaif kion rahtay ho? her aahat say darr jatay ho taiz hawaa nay mujh say poocha ait per kia likhtay rahtay ho? kaash koi hum say bhi poochay raat gaye tak kion jagay ho? mien darya say bhi darta hon tum darya say bhi gahray ho kaun si baat hai tum mien aisi itnay achay kion lagtay ho? peechay murr kar kion dekha tha patthar ban kar kia taktay ho jao jeet ka jashan manao mien jhoota hon tum sachay ho apnay shahar kay saray logon say meri khatir kion uljhay ho kahnay ko rahtay ho dil mien phir bhi kitnay duur kharay ho raat humien kuch yaad nahi tha raat buhut hee yaad aye ho hum say na poocho hijar kay qissay apni kaho abb tum kaisay ho faraz tum badnaam buhut ho jaisay ho phir bhi achay homeri zaat zarra_e_be nishaan hmmmm another gud sharing.... 
_________________
Main samander huun khamoshi meri majboori hai de sako to kisi tuufaan ki dua do mujh ko
|
|
|
|
 |
|
Baarish
|
Post subject: Re: aavaaraa sajde~~!!~~ Posted: Sat Feb 21, 2009 8:34 am |
| Junior Addict Member |
 |
Joined: Sun Nov 11, 2007 7:52 am Posts: 11562 Location: Jammu&Kashmir
|
talaash_e_zeest wrote: kaifi aazmi ki ghazal aap doustoon k naam.
aavaaraa sajde
ik yahii soz-e-nihaa.N kul meraa sarmaayaa hai dosto mai.n kise ye soz-e-nihaa.N nazr karuu.N ko_ii qaatil sar-e-maqtal nazar aataa hii nahii.n kis ko dil nazr karuu.N aur kise jaa.N nazr karuu.N?
tum bhii mahaboob mere tum bhii ho dil_daar mere aashnaa mujh se magar tum bhii nahii.n tum bhii nahii.n Khatm hai tum pe masiihaa_nafasii chaaraagarii meharam-e-dard-e-jigar tum bhii nahii.n tum bhii nahii.n
apanii laash aap uThaanaa ko_ii aasaan nahii.n dast-o-baazuu mere naakaaraa hue jaate hai.n jin se har daur me.n chamakii hai tumhaarii dahaliiz aaj sajde vohii aavaaraa hue jaate hai.N
duur manzil thii magar aisii bhii kuchh duur na thii leke phiratii rahii raste hii me.n vahashat mujh ko ek zaKhm aisaa na khaayaa ke bahaar aa jaatii daar tak leke gayaa shauq-e-shahaadat mujh ko
raah me.n TuuT gaye paa.Nv to maaluum huaa juz mere aur meraa rah_numaa ko_ii nahii.n ek ke baad Khudaa ek chalaa aataa thaa kah diyaa aql ne tang aake 'Khudaa ko_ii nahii.n
talaash_e_zeest ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ very nice shearing ...keep it uP 
_________________
|
|
|
|
 |
|
heart_breaker
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Sat Feb 21, 2009 4:41 pm |
| Baby Addict Member |
 |
Joined: Fri Apr 27, 2007 5:55 pm Posts: 8490 Location: Lahore
|
talaash-e-zeest wrote... Quote: aavaaraa sajde
ik yahii soz-e-nihaa.N kul meraa sarmaayaa hai dosto mai.n kise ye soz-e-nihaa.N nazr karuu.N ko_ii qaatil sar-e-maqtal nazar aataa hii nahii.n kis ko dil nazr karuu.N aur kise jaa.N nazr karuu.N?
tum bhii mahaboob mere tum bhii ho dil_daar mere aashnaa mujh se magar tum bhii nahii.n tum bhii nahii.n Khatm hai tum pe masiihaa_nafasii chaaraagarii meharam-e-dard-e-jigar tum bhii nahii.n tum bhii nahii.n
apanii laash aap uThaanaa ko_ii aasaan nahii.n dast-o-baazuu mere naakaaraa hue jaate hai.n jin se har daur me.n chamakii hai tumhaarii dahaliiz aaj sajde vohii aavaaraa hue jaate hai.N
duur manzil thii magar aisii bhii kuchh duur na thii leke phiratii rahii raste hii me.n vahashat mujh ko ek zaKhm aisaa na khaayaa ke bahaar aa jaatii daar tak leke gayaa shauq-e-shahaadat mujh ko
raah me.n TuuT gaye paa.Nv to maaluum huaa juz mere aur meraa rah_numaa ko_ii nahii.n ek ke baad Khudaa ek chalaa aataa thaa kah diyaa aql ne tang aake 'Khudaa ko_ii nahii.n
boht hoob t.z,keep sharing
_________________
|
|
|
|
 |
|
Noor_ka_Noor
|
Post subject: Re: aavaaraa sajde~~!!~~ Posted: Sun Mar 08, 2009 7:35 pm |
Joined: Sun Oct 07, 2007 8:25 pm Posts: 34591 Location: Aap ko kyn baton jee

talaash_e_zeest buhut hi umda je keep sharing jee aLwayz be happy & keep smiling
_________________
|
|
|
|
 |
|
talaash_e_zeest
|
Post subject: Re:hoti hai tere nam se wahshat kabhi kabhi~~!!~~ Posted: Tue Mar 10, 2009 9:54 am |
| Co-Mod |
 |
Joined: Sun Aug 31, 2008 9:03 am Posts: 2030 Location: dasht e tanhaai..
|
nasir kazmi ki ye ghazal apni diary main deakhi to soocha aap k sath shear karon umeed hay passand aaye gi. hoti hai tere nam se wahshat kabhi kabhihoti hai tere nam se wahshat kabhi kabhi barham hui hai yun bhi tabiyat kabhi kabhi
ai dil kise nasib ye taufiq-e-iztirab milti hai zindagi main ye rahat kabhi kabhi
tere karam se ai alam-e-husn-e-afrin dil ban gaya hai dost ki khilwat kabhi kabhi
dil ko kahan nasib ye taufiq-e-iztirab milti hai zindagi main ye rahat kabhi kabhi
josh-e-junun main dard ki tugyaniyon k sath ashkon main dhal gai teri surat kabhi kabhi
tere qarib rah k bhi dil mutmain na tha guzri hai mujh pe bhi ye qayamat kabhi kabhi
kuch apna hosh tha na tumhara khayal tha yun bhi guzar gai shab-e-furqat kabhi kabhi
ai dost ham ne tark-e-muhabbat k bawajud mahsus ki hai teri zarurat kabhi kabh talaash_e_zeest
_________________
OnLy DeAtH cAn TeAcH mE hOw To 4GeT yOu...!!!!

Aaya kuch is aada se k palkain bhego gaya Jhonka tere kheyaal ka kitna shadeed tha....!!!
|
|
|
|
 |
|
!*~$hy_Pr!nc3$$~*!
|
Post subject: Re: dukh fasaanaa nahii.n ke tujh se kahe.n~~!!~~ Posted: Tue Mar 10, 2009 12:29 pm |
Joined: Tue Aug 26, 2008 6:44 pm Posts: 20375 Location: ~!h'eart_!b'eat~
|
talaash_e_zeest wrote: [nahii.n ke tb]dukh fasaanaa ujh se kahe.n
dukh fasaanaa nahii.n ke tujh se kahe.n dil bhii maanaa nahii.n ke tujh se kahe.n
aaj tak apanii bekalii kaa sabab Khud bhii jaanaa nahii.n ke tujh se kahe.n
ek tuu harf_aashnaa thaa magar ab zamaanaa nahii.n ke tujh se kahe.n
be-tarah dil hai aur tujh se dostaanaa nahii.n ke tujh se kahe.n
ai Khudaa dard-e-dil hai baKhshish-e-dost aab-o-daanaa nahii.n ke tujh se kahe.n
talaash_e_zeest so nice coLLection.. T.z ji..
|
|
|
|
 |
|
Noor_ka_Noor
|
Post subject: Re: Dil dharaknay ka sabab~~!!~~ Posted: Tue Mar 24, 2009 3:39 pm |
Joined: Sun Oct 07, 2007 8:25 pm Posts: 34591 Location: Aap ko kyn baton jee
|
talaash_e_zeest wrote: app ki farmaish per nasir kazmi ki ghazal ummeed hay passand aaye gi. dil dharaknay ka sabab yaad aaya wo teri yaad thi ab yaad aaya
aaj mushkil tha sambhalna aye dost tu musibat main ajab yaad aaya
din guzra tha bari mushkil se phir tera wada_e_shab yaad aaya
tera bhola howa paimaan_e_wafa mar rahaingay agar ab yaad aaya
phir kai loug nazar se guzray phir koi shaher_e_tarb yaad aaya
haal_e_dil hum bhi sunatay lekin jab wo ruhksat howa tab yaad aaya
baith kar saya_e_gul main nasir hum bohot roye wo jab yaad aaya[/b][/i]
talaash_e_zeest [color=#4040FF] buhut umda je keep sharing jee aLwayz be happy & keep smiling
_________________
|
|
|
|
 |
|
Beyond^Imaginations
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Sat May 09, 2009 11:05 am |
| Junior Addict Member |
 |
Joined: Fri Jan 26, 2007 4:42 pm Posts: 12521 Location: In Your Dreams...
|
|
bohat khoob shairy...... keep sharing
|
|
|
|
 |
|
Prince143
|
Post subject: Re: kisi ki zindagi tum ho~~!!~~ Posted: Sat May 09, 2009 11:12 am |
| Special Addict Member |
 |
Joined: Tue Dec 27, 2005 12:14 pm Posts: 18022 Location: Ap k Passsssss
|
talaash_e_zeest wrote: assalam_o_alaykum ik nazam aap douston k naam
kisi ki zindagi tum ho....!!
bohot masroof lamhoon main kabhi ik pal ko sochoon to koi kitna akaila hay kisi ki zindagi tum ho kisi ki bandagi tum ho kisi ko teri khawahish hay kisi ki chahatain tum ho kabhi ik pal ko socho to tumhari bewafai ne tumhari laparwahi ne tumhari beniazi ne kisi ko maar dala hay koi zinda to hay lekin faqat wo saans layta hay zara......... ik pal ko socho to koi kitna akaila hay kisi ki zindagi tum ho....!!! talaash_e_zeest buhat hi khoob janab
_________________
|
|
|
|
 |
|
heart_breaker
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Sat May 09, 2009 8:51 pm |
| Baby Addict Member |
 |
Joined: Fri Apr 27, 2007 5:55 pm Posts: 8490 Location: Lahore
|
talash-e-zeest wrote... Quote: kisi ki zindagi tum ho....!!
bohot masroof lamhoon main kabhi ik pal ko sochoon to koi kitna akaila hay kisi ki zindagi tum ho kisi ki bandagi tum ho kisi ko teri khawahish hay kisi ki chahatain tum ho kabhi ik pal ko socho to tumhari bewafai ne tumhari laparwahi ne tumhari beniazi ne kisi ko maar dala hay koi zinda to hay lekin faqat wo saans layta hay zara......... ik pal ko socho to koi kitna akaila hay kisi ki zindagi tum ho....!!! talaash_e_zeest
wah kia bat hai keep shrng
_________________
|
|
|
|
 |
|
!*~$hy_Pr!nc3$$~*!
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Sun May 10, 2009 12:18 pm |
Joined: Tue Aug 26, 2008 6:44 pm Posts: 20375 Location: ~!h'eart_!b'eat~
|
talaash_e_zeest wrote: assalam_o_alaykum ik nazam aap douston k naam
kisi ki zindagi tum ho....!!
bohot masroof lamhoon main kabhi ik pal ko sochoon to koi kitna akaila hay kisi ki zindagi tum ho kisi ki bandagi tum ho kisi ko teri khawahish hay kisi ki chahatain tum ho kabhi ik pal ko socho to tumhari bewafai ne tumhari laparwahi ne tumhari beniazi ne kisi ko maar dala hay koi zinda to hay lekin faqat wo saans layta hay zara......... ik pal ko socho to koi kitna akaila hay kisi ki zindagi tum ho....!!! talaash_e_zeest very very nice..... Keep it Up...
|
|
|
|
 |
|
Noor_ka_Noor
|
Post subject: Re: kisi ki zindagi tum ho~~!!~~ Posted: Sun May 10, 2009 5:53 pm |
Joined: Sun Oct 07, 2007 8:25 pm Posts: 34591 Location: Aap ko kyn baton jee
|
talaash_e_zeest wrote: assalam_o_alaykum ik nazam aap douston k naam
kisi ki zindagi tum ho....!!
bohot masroof lamhoon main kabhi ik pal ko sochoon to koi kitna akaila hay kisi ki zindagi tum ho kisi ki bandagi tum ho kisi ko teri khawahish hay kisi ki chahatain tum ho kabhi ik pal ko socho to tumhari bewafai ne tumhari laparwahi ne tumhari beniazi ne kisi ko maar dala hay koi zinda to hay lekin faqat wo saans layta hay zara......... ik pal ko socho to koi kitna akaila hay kisi ki zindagi tum ho....!!! talaash_e_zeest wsalam je kisi ki zindagi tum ho..
buhut hi umda janab keep sharing jee aLwayz be happy & keep smiling
_________________
|
|
|
|
 |
|
Noor_ka_Noor
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Tue May 12, 2009 12:25 pm |
Joined: Sun Oct 07, 2007 8:25 pm Posts: 34591 Location: Aap ko kyn baton jee
|
talaash_e_zeest wrote: iqbal azeem ki ghazal ummeed hay passand aaye gi...!!
Aankhoo.n sey noor dill sey khushi cheen li gaii
Aankhoo.n sey noor, dill sey khushi cheen li gai hum sey humaari zinda dilli cheen li gaii
ik roz itafaaq sey hum muskuraay thay us ki saza main hum sey hansi cheen li gaii
arbaab-e kum-nazar bhi hain jalwoo.n sey faiz yaab deeda waroo.n sey deeda wari cheen li gaii
kitne charagh noor sey mehroom ho gay jab sey humaari khush nazari cheen li gaii
shikwa mera mizaaj na matum meri sarisht har chand mujh sey khanda lubi cheen li gaii
sad shukr bil-khosoos nawaza gaya mujhe aanso ata howe hain khushi cheen li gaii
Iqbaal is khushi ka bharosa bhi kuch na tha aacha howa, ye dard-e sari cheen li gaii
talaash_e_zeest buhut khoob jeeeee keep sharing jee aLwayz be happy & keep smiling
_________________
|
|
|
|
 |
|
talaash_e_zeest
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Thu May 14, 2009 9:54 pm |
| Co-Mod |
 |
Joined: Sun Aug 31, 2008 9:03 am Posts: 2030 Location: dasht e tanhaai..
|
|
ik nazam jo mujhe bohot achi lagti hay aap sab ki nazar
yeh waqt bhee kitna zalim hay
Itnay bars ke doori aur mehjoori kay afsoon e safr may lipta huwa ik shakhs achanak aan mila main usko dekh ker shashder tha woh mujhse siwa hairaan mila
yeh waqt bhee kitna zalim hay is hijr may kya kya royae thaay hum is yaad may kya kya khoye thaay hum
kuch dair to dono chup say rahay phir ussne kaha, tum kesay hoo? aur main nay kaha... bus acha hoon phir ussne kaha yeh itne dinoo k baad ka mila khoob raha koi purana dost milay tu dilko bhala sa lugta hay yeh shehar tu bilkul badal gaya,,,, ab chalti hoon phir main nay kaha, main shaam samay her roz yahan per ata hoon jub waqt milay tum ajana iss waqt mujhe bhee jaldi hay,, ab chalta hoon
yeh waqt bhee kitna zalim hay
talaash_e_zeest
|
|
|
|
 |
|
*!*Umeed-e-Sehar*!*
|
Post subject: Re: Mere ishq ko nadhaal kar~~!!~~ Posted: Fri May 15, 2009 1:50 am |
| Junior Addict Member |
 |
Joined: Thu Dec 11, 2008 11:24 am Posts: 12126
|
talaash_e_zeest wrote: ik nazam jo mujhe bohot achi lagti hay aap sab ki nazar
yeh waqt bhee kitna zalim hay
Itnay bars ke doori aur mehjoori kay afsoon e safr may lipta huwa ik shakhs achanak aan mila main usko dekh ker shashder tha woh mujhse siwa hairaan mila
yeh waqt bhee kitna zalim hay is hijr may kya kya royae thaay hum is yaad may kya kya khoye thaay hum
kuch dair to dono chup say rahay phir ussne kaha, tum kesay hoo? aur main nay kaha... bus acha hoon phir ussne kaha yeh itne dinoo k baad ka mila khoob raha koi purana dost milay tu dilko bhala sa lugta hay yeh shehar tu bilkul badal gaya,,,, ab chalti hoon phir main nay kaha, main shaam samay her roz yahan per ata hoon jub waqt milay tum ajana iss waqt mujhe bhee jaldi hay,, ab chalta hoon
yeh waqt bhee kitna zalim hay
talaash_e_zeest Bohat he umda nazam share ki hai talash-e-zeest... keep sharing..!! 
_________________
|
|
|
|
 |
|
|