|
Author |
Message |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Thu Dec 19, 2013 3:36 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
saramaryam wrote: Very nice....  Thanks 
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Thu Dec 19, 2013 3:39 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
gIg_triangle wrote: shabnammir bohat umda sharings  Bht bht shukriya khush rahiye....
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Thu Dec 19, 2013 3:49 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Everlasting Smile wrote: shabnammir wrote: Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera (x2)
Tujhse juda gar ho jaayenge Toh khud se hi ho jaayenge judaa
Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho
Tera mera rishta hai kaisa Ik pal door gawara nahi Tere liye har roz hai jeete Tujh ko diya mera waqt sabhi Koi lamha mera na ho tere bina Har saans pe naam tera
Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho
Tumhi ho... Tumhi ho... Tere liye hi jiya main Khud ko jo yun de diya hai Teri wafa ne mujhko sambhala Saare ghamon ko dil se nikala Tere saath mera hai naseeb juda Tujhe paake adhoora naa raha hmm..
Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho.. Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho (x2) Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho i badly love this song .....is sharing pe to aap ko red rose milne chahiyen dear so its fo you  Dearest Humyra bht bht shukriya pasandedgi k liye or khasosan red rose k liye....bht khubsorat laga pholon ka ye guldasta...bht sara shukriya sada khush rahain...
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Thu Dec 19, 2013 3:58 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Everlasting Smile wrote: shabnammir wrote:  Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main yaa naa Apne tu dil ka pata de Chahoon main yaa naa Tu hi yeh mujhko bataa de Chahoon main ya na Apne toh dil ka pata.. de Chahoon main ya na Itna bata doon tujhko Chahat pe apni mujhko Yun toh nahin ikhtiyaar Phir bhi ye socha dil ne Ab jo laga hoon milne Poochhun tujhe ek baar.. oho.. Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main yaa naa Apne tu dil ka pata de Chahoon main yaa naa Aasi kabhi pehle Hui na thin khawahishein O.. kisi se bhi milne Ki Na ki thin koshishein Uljhan meri suljha de Chahun main yaa naa Aankhon aankhon mein jata de Chahoon main ya na.. Mere chhote chhote khaab hain Khaabon mein geet hain Geeton mein zindagi hai Chahat hai, preet hai Abhi main na dekhon khwab woh Jinmein na tu mile Le khole honth maine Ab tak the"jo Sile" Mujhko na jitna mujh pe Utna is dil ko tujh pe Hone laga aitbaar.. Tanha lamhon mein apne Bunti hoon tere sapne Tujhse ho mujhko pyaar.. o.. Poochungi tujhko kabhi na Chahoon main yaa naa Tere khaabon mein ab jeena Chaahoon main kyun na.. Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Apne tu dil ka pata de Chahoon main yaa naa  uff..Once again...very favt of mine  Thanks dear be happy 
_________________
|
|
|
|
 |
subahh
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Thu Dec 19, 2013 8:24 pm |
Special Super Dooper Member |
 |
Joined: Sat Dec 10, 2005 6:13 am Posts: 43724 Location: London
|
buhat umdah....acha integhaab achy pasund khush rahain 
_________________

|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Thu Oct 23, 2014 1:07 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
subahh wrote: buhat umdah....acha integhaab achy pasund khush rahain  Bht bht shukriya... khush rahain...
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Thu Oct 23, 2014 1:29 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Hum Na Rahein Hum

Hum Na Rahein Hum, Jo Thay Kabhi Khud Ko Hai Chhoda, Peechhe Kahin
Hum Na Rahein Hum, Jo Thay Kabhi Khud Ko Hai Chohda, Peeche Kahin Teri Ore, Badhne Lage Teri Tarah, Banne Lage
Ab Toh Mohabbat Mein, Lutne Chale Jeene Ki Khwahish Mein, Marne Chale Ab Toh Mohabbat Mein, Lutne Chale Jeene Ki Khwahish Mein, Marne Chale
Dard Bhi Hum Seh Lenge, Tu Jo Saath Raha Saari Duniya Bhula Denge, Yeh Vaada Raha Chaahe Jitni Mulakatein Ho, Mujhe Kam Hi Lage Tere Saath Guzaroon Har Din, Par Dil Na Bhare Ek Waqt Baad Hasne Lage, Raah Teri Hum Takne Lage
Ab Toh Mohabbat Mein, Lutne Chale Jeene Ki Khwahish Mein, Marne Chale Ab Toh Mohabbat Mein, Lutne Chale Jeene Ki Khwahish Mein, Marne Chale
Teri Baatein Hai Aisi Maanu, Jaise Koi Dua Jise Sun Kar Dil Ko Kitna, Hai Sukoon Mila Mehboob Ki Aankhon Mein Hi, Rabb Dikhta Hai Mehsoos Kiya Ab Jo Ki Ye Khud Maine Tere Aage Jhukne Lage, Tere Raaston Par Rukne Lage
Ab Toh Mohabbat Mein Lutne Chale Jeene Ki Khwahish Mein Marne Chale Ab Toh Mohabbat Mein Lutne Chale Jeene Ki Khwahish Mein Marne Chale.

_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sun Oct 26, 2014 1:38 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
چلو اک بار پھر سے اجنبی بن جائیں ہم دونوں  چلو اک بار پھر سے اجنبی بن جائیں ہم دونوں نہ میں تم سے کوئی امید رکھوں دل نوازی کی نہ تم میری طرف دیکھو غلط انداز نظروں سے نہ میرے دل کی دھڑکن لڑکھڑائے میری باتوں سے نہ ظاہر ہو تمہاری کشمکش کا راز نظروں سے تمہیں بھی کوئی الجھن روکتی ہے پیش قدمی سے مجھے بھی لوگ کہتے ہیں کہ یہ جلوے پرائے ہیں مرے ہمراہ بھی رسوائیاں ہیں میرے ماضی کی تمہارے ساتھ بھی گزری ہوئی راتوں کے سائے ہیں تعارف روگ بن جائے تو ا س کا بھولنا بہتر تعلق بوجھ بن جائے تو اس کا توڑنا اچھا وہ افسانہ جسے انجام تک لانا ناممکن ہو اسے ایک خوبصورت موڑ دیکر چھوڑنا اچھا  چلو اک بار پھر سے اجنبی بن جائیں ہم دونوں 
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Mon Nov 17, 2014 3:36 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Mohabbat Ki Rahon Mein Chalna..........    Mohabbat ki raaho me chalanaa sambhal ke Mohabbat ki raaho me chalanaa sambhal ke Yahaan jo bhi aayaa gayaa haath mal ke Yahaan jo bhi aayaa gayaa haath mal ke Mohabbat ki raaho me chalanaa sambhal ke Na paai kisi ne muhabbat ki mazil Na paai kisi ne muhabbat ki mazil Qadam dagamagaae zaraa dur chal ke Qadam dagamagaae zaraa dur chal ke Mohabbat ki raaho me chalanaa sambhal ke Hame dhundhati hai bahaaro ki duniyaa Hame dhundhati hai bahaaro ki duniyaa Kahaan aa gae ham chaman se nikal ke Kahaan aa gae ham chaman se nikal ke Mohabbat ki raaho me chalanaa sambhal ke Kahi tut jaae na hasarat bharaa dil Kahi tut jaae na hasarat bharaa dil Na yun tir Phenko nishaanaa badal ke Na yun tir Phenko nishaanaa badal ke Mohabbat ki raaho me chalanaa sambhal ke Mohabbat ki raaho me. 
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sun Nov 23, 2014 1:05 pm |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
HUM HAIN ISS PAL YAHAN  Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan Hum miley na miley, Hum rahey na rahey Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan Rang dhal jaate hain, Din badal jaate hain Raatein so jati hain, Raahen kho jaati hain Pyar khota nahin, Pyar sota nahin Pyar dhalta nahin, Haan badalta nahin Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan Hum miley Na miley, Hum rahey na rahey Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan Hum jahan aaye hain, Meherbaan saaye hain Hum yahaan khwaabon ke, karwaan laaye hain Dhadkane hain jawaan, Ga raha hain samaa Pighli pighli si hain, Mehki Tanhaiyan Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan Hum miley Na miley, Hum rahey na rahey Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan Hmmmm....mmmmmm....mmmmmmmm 
_________________
|
|
|
|
 |
Rose Bud
|
Post subject: Re: Shabnam's Favourite Posted: Wed Dec 17, 2014 10:09 pm |
Junior Moderator |
 |
Joined: Sat Nov 26, 2011 1:30 pm Posts: 15749 Location: ĹŐVĔ ĞĂŔĎĔŃ :)
|
Ohh Api ap ka favourite collection bht khubsurat he.. khush rahiye
_________________
Dushman k Chakke Chhura den Hum India wale Ungli pe sab ko nacha den Hum India wale- Hidden: show
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sat Jan 03, 2015 2:31 pm |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Rose Bud wrote: Ohh Api ap ka favourite collection bht khubsurat he.. khush rahiye Bht bht Shukriya Rose dear Khush rahiye...
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sat Jan 03, 2015 2:55 pm |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
 Aray Logo Tumhara kiya Aray Logo Tumhara kiya Aray Logo Tumhara kiya, Mein Jano mera Khuda janay Aray Logo Tumhara kiya, Mein Jano mera Khuda janay Mein Jano mera Khuda janay Jo zar mango to bay zar hoon, Jo sar mango to hazir hoon Mukh mordron to kafir hoon, Main jano mera khuda jany Aray Logo Tumhara kiya, Mein Jano mera Khuda janay Mein Jano mera Khuda janay Chadra mansoor sulee par, Jo waqif thaa wohi dil bar Araay mullan jannaza padr, Main janoon mera khuda janay Aray Logo Tumhara kiya, Mein Jano mera Khuda janay Mein Jano mera Khuda janay Tummhi dilbar ho sarwar ka Tummhi ho piyara Haider ka Pillaoo jamm kousar ka Main janoo mera khuda janay Aray Logo Tumhara kiya, Mein Jano mera Khuda janay Mein Jano mera Khuda janay Whoi ihsan mujh per kar Ammer-al-Momaneen haider Bhuullay ka sawal pura kar Main janoo mera khuda janay Aray Logo Tumhara kiya, Mein Jano mera Khuda janay Aray Logo Tumhara kiya, Mein Jano mera Khuda janay Mein Jano mera Khuda janay Mein Jano mera Khuda janay   
_________________
|
|
|
|
 |
Admin
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sat Jan 03, 2015 3:06 pm |
Joined: Sun Oct 31, 2004 7:08 pm Posts: 841
|
Welcome back shabnammir.. aap ki post behad pasand ayi..hamesha ki tarah.. 
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Mon Jan 05, 2015 3:29 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Admin wrote: Welcome back shabnammir.. aap ki post behad pasand ayi..hamesha ki tarah..   Admin ji
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Mon Jan 05, 2015 3:32 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Rose Bud wrote: Bht khubsurat lyrics hen Api ji share karne ka bht shukriya share karti rahiye khush rahiye   Rose dear
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Wed Mar 11, 2015 4:07 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
 Dehleez pe mere dil ki Jo rakhe hain tune kadam Tere naam pe meri zindagi Likh di mere humdum Haan seekha maine jeena jeena kaise jeena Haan seekha maine jeena mere humdum Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena Na seekha jeena tere bina humdum Dehleez pe merey dil ki Jo rakhe hain tune kadam Tere naam pe meri zindagi Likh di mere humdum Haan sikha maine jeena jeena kaise jeena Haan sikha maine jeena, mere humdum Na sikha kabhi jeena jeena kaise jeena Na sikha jeena tere bina humdum Hmmm.. hmmm.. Sacchi si hain yeh taareefein Dil se jo maine kari hain... Sacchi si hain yeh taareefein Dil se jo maine kari hain... Jo tu mila to saji hain Duniya meri humdum O aasma mila zameen ko meri Aadhe aadhe poore hain hum Tere naam pe meri zindagi Likh di mere humdum Haan seekha maine jeena jeena, kaise jeena Haan seekha maine jeena, mere humdum Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena Na seekha jeena tere bina humdum Hmmm... hmmm 
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sun Mar 15, 2015 3:58 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Baatein Ye Kabhi Na Lyrics  Baatein ye kabhi na tu bhoolna Koi tere khatir hai jee raha Jaaye tu kahin, bhi ye sochna Koi tere khatir hai jee raha Tu jahaan jaaye mehfooz ho Tu jahaan jaaye mehfooz ho Dil mera maange bas ye duaa Baatein ye kabhi na tu bhoolna Koi tere khatir hai jee raha Jaaye tu kahin, bhi ye sochna Koi tere khatir hai jee raha Humdard hai, humdum bhi hai Tu saath hai toh zindagi Tu jo kabhi door rahe Ye humse ho jaaye ajnabi Tujhse mohabbat karte hain jo Tujhse mohabbat karte hain jo Kaise kare hum usko bayaan Baatein ye kabhi na tu bhulna Koi tere khatir hai jee raha Jaaye tu kahin, bhi ye sochna Koi tere khatir hai jee rahaa Jaagi bhi hai royi bhi hai Aankhein ye raaton mein mere Kyun har ghadi milke tujhe Lagti rahe bas teri kami Hum toh na samjhe tum hi kaho Hum toh na samjhe tum hi kaho Kyun tumko paake tumse juda Baatein ye kabhi na tu bhoolna Koi tere khatir hai jee rahaa Jaaye tu kahin, bhi ye sochna Koi tere khatir hai jee rahaa 
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Thu Mar 19, 2015 6:44 pm |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Khamoshiyan    Khamoshiyan aawaaz hain Tum sun'ne to aao kabhi Chhukar tumhe khill jaayengi Ghar inko bulaao kabhi Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zaraa..  Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyan    Kya uss gali mein kabhi tera jaana hua Jahaan se zamaane ko guzre zamaana hua    Mera samay toh wahin pe hai thehra hua Bataaun tumhe kya mere sath kya kya hua    Khamoshiyan ek saaz hai Tum dhun koi laao zaraa  Khamoshiyan alfaaz hain Kabhi aa gunguna le zara Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zaraa.. haa..    Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyan    Nadiya ka paani bhi khamosh behta yahaan Khili chandani mein chhipi lakh khamoshiyan    Baarish ki boondon ki hoti kahaan hai zubaan Sulagte dilon mein hai khamosh uthta dhuaan  Khamoshiyan aakaash hai Tum udne toh aao zara  Khamoshiyan ehsaas hai Tumhe mehsoos hoti hai kya Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zara.. haa..    Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyan     
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sat Apr 04, 2015 1:38 pm |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Teri Aankhon Ke Dariya Ka     Lafz Kitne Tere Pairon Se Lipte Honge Too Ne Jab Aakhri Khat Mera Jalaya Hoga Tu Ne Jab Phool Kitabon Se Nikaale Honge Dene Wala Bhi Tujhe Yaad To Aaya Hoga Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Mohabbat Bhi Zaroori Thi, Bichadna Bhi Jaroori Tha Zaroori Tha Ke Hum Dono Tavaafe Aarzu Karte Magar Phir Aarzuon Ka Bikharna Bhi Jaruri Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Batao Yaad Hai Tumko, Vo Jab Dil Ko Churaya Tha Churayi Cheez Ko Tumne, Khuda Ka Ghar Banaya Tha Vo Jab Kehte The Mera Naam Tum Tasbee Mein Padhte Ho Mohabbat Ki Namaazo Ko Qaraa Karne Se Darte Ho Magar Ab Yaad Aata Hai, Vo Baatein Thi Mehaz Baatein Kahin Baaton Hi Baaton Mein, Mukarna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha     Vahi Hain Sooratein Apni, Vahi Main Hu Vahi Tum Ho Magar Khoya Hun Main, Magar Tum Bhi Kahin Ghum Ho Mohabbat Mein Daghaa Ki Thi So Kaafir The So Qaafir Hain Mili Hain Manzilein Phir Bhi, Musafir The Musafir Hain Tere Dil Ke Nikaale Hum, Kahaan Bhatke Kaha Pahunche Magar Bhatke Toh Yaad Aaya, Bhatkna Bhi Zaruri Tha Mohabbat Bhi Zaroori Thi, Bichadna Bhi Zaroori Tha Zaroori Tha Ke Hum Dono Tavaafe Aarzu Karte Magar Phir Aarzuon Ka Bikharna Bhi Jaruri Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha    
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sat Apr 18, 2015 3:59 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
 Hasraton ki aik nishani hon mein Khamoosh hon aankh ka paani hon mein Mujhe koi na parh paye Aisi poshida si aik kahani hon mein Rabba mere haal da mehram tu Andar vi tun bahir vi tun Rabba mere haal da mehram tu Andar vi tun bahir vi tun Rabba.. Jab koi manzil paar karon Kho jane ke andeeshe se daron Yun lagta hai jaise ke koi Dhalti si ik jawani ho mein Rabba mere haal da mehram tu Andar vi tun bahir vi tun Rabba Rabba mere haal da mehram tu Andar vi tun bahir vi tun Rabba Raaton mein deep jalati hon mein Kuch khawab se phir bnati hon mein Sehraaon ki tapti dhoop kabhi Kabhi subha baad-e-suhani hon mein Rabba mere haal da mehram tu Andar vi tun bahir vi tun Rabba mere haal da mehram tu Andar vi tun bahir vi tun Rabba mere haal da mehram tu Andar vi tun bahir vi tun Rabba Rabbaa.....      
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sun Dec 06, 2015 3:40 pm |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Mujhe Dard e Dil Ka Pata Na Tha    Mujhe dard e dil ka pata na tha Mujhe aap kis liye mil gaye Main akele yun hi maze mein tha Mujhe aap kis liye mil gaye Mujhe dard e dil ka pata na tha Mujhe aap kis liye mil gaye Yun hi apane apane safar mein gum Kahi dur main kahi dur tum Yun hi apane apane safar mein gum Kahi dur main kahi dur tum, kahi dur tum Chale ja rahe thay juda juda Mujhe aap kis liye mil gaye Main akele yun hi maze mein tha Mujhe aap kis liye mil gaye Main garib haath badha toh du Tumhe pa saku ke na pa saku Main garib haath badha toh du Tumhe pa saku ke na pa saku, Tumhe pa saku Meri jaan bahot hai ye faasla mujhe aap kis liye mil gaye Main akele yun hi maze mein tha Mujhe aap kis liye mil gaye Na main chaand hun kisi shaam ka Na chiraag hun kisi baam ka Na main chaand hun kisi shaam ka Na chiraag hun kisi baam ka, kisi baam ka Main toh raaste ka hun ek diya Mujhe aap kis liye mil gaye Main akele yun hi maze mein tha Mujhe aap kis liye mil gaye Mujhe dard e dil ka pata na tha Mujhe aap kis liye mil gaye Mujhe dard e dil ka pata na tha Mujhe aap kis liye mil gaye Main akele yun hi maze mein tha Mujhe aap kis liye mil gaye Mujhe dard e dil ka pata na tha Mujhe aap kis liye mil gaye  
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Wed Feb 17, 2016 5:26 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Deewani Mastani Lyrics     Nabhatun aali apsara Nabhatun aali apsara Asi sundara saaj sazpunna Aali aali aali Aali ga aali.. Kesa madhi maandla gajra Lokachya nazra khilya tichyavar Aali aali aali.. Duniyachi pyaari tu Agrani harni ga Agrani sundaraa ha ha.. Aali ga aali Aali ga aali Aali ga aali Oh maharani aali.. Aga ga ga ga… Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi.. Kehte hain ye deewani mastani ho gayi Mash’hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi.. Kehte hain ye deewani mastani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Zakham aisa tune lagaya Deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi Marham aisa tune lagaya Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi Pehchaan mere ishq ki ab toh Pehchaan mere ishq ki ab toh Rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi Ho.. mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi Kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi Haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi Mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi Kehte hain ye deewani, Mastani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Sab noor noor sa bikhra hai Ek tu hi khayalon mein utra hai Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil Tu mastani hai.. Tu deewani hai.. Paakeza hasti hain teri, tu noorani hai.. Sab noor noor sa bikhra hai Ek tu hi khayaalon mein utra hai  
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sun Nov 06, 2016 10:00 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Rose Bud wrote:  Dearest Rose tareef or pasandedgi k liye bht sara shukriya sahi kaha ap ne kuch song aese hain jo ma ne b pehli bar hi sune hain shairy bht achi lagi tu share kr di .....umeed hai wo songs bhi achy lagein hon gy koshish karti hon achy images k sath share karon apko colourful sharings achi lagi jan kr khushi hoi sada khush rahain... muskurati rahain keep visiting 
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sun Jan 29, 2017 6:40 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
Lyrics:- JHOOM    
Ho ho.. ho.. Oh piya.. Oh piya.. Ho ho ho Maine tujhe dekha hanste huve gaalo me Bezar khayalo me, husn ke hawaalo me Soni ke baalo me, morni ki chaalo me Matti ke pyalo me, peetal ke thaalo me
Jitni tu milti jaaye Utni lage thodi thodi Jab bhi tu le angdai aake mile ori
Toh dil jhoom jhoom chale Jhoom jhoom chale soneya soneya Dil jhoom jhoom chale Jhoom jhoom chale soneya soneya
Bachpan ke saawan beete Ladakpan ki beeti dhaara Jab mud ke dekha peechhe To chhoota jeevan saara Phir bhi teri aas pakad ke Har ek din guzara hai Teri ek nazar pe meri Saans ka sahara hai Tum se binti karat hoon Dil todo na humaara Ke dil jhoom jhoom chale Jhoom jhoom chale soneya, soneya
Do matvale naina hamaare Teri hi raah takat hain pyaare Sochat kya re, hum to haare Baar baar har daar daar Har dagar karu tera intezaar aa…
Ke dil jhoom jhoom chale Jhoom jhoom chale soneya, soneya Dil jhoom jhoom chale Jhoom jhoom chale soneya, soneyaho ho ho.. maine tujhe dekha Subaho ke ujaalo me Nadiya me naalo me Lamho me saalon me Pyaar karne waalo me Junoon me jiyaalo me Ishq ke malaalo me Zinda misaalo me Jitni tu milti jaaye Utni lage thodi thodi Zindagi ki dori maine piya sang jodi
Ke dil jhoom jhoom chale Jhoom jhoom chale soneya, soneya Dil jhoom jhoom chale Jhoom jhoom chale soneya, soneya
Dil jhoom jhoom chale, jhoom jhoom chale jhoom jhoom chale, jhoom jhoom Dil jhoom jhoom chale Jhoom jhoom chale soneya, soneya
Dil jhoom jhoom…
   
  
_________________
|
|
|
|
 |
shabnammir
|
Post subject: Re: Shabnam,s Favourite Posted: Sun Jan 29, 2017 7:59 am |
EverGreen Member |
 |
Joined: Tue Mar 01, 2011 7:16 pm Posts: 4569
|
 Hijr-e-yaara na sataa bewajah Hijr-e-yaara na sataa bewajah Ban gaya tu kyun wajah bewajah Ban gaya tu kyun wajah bewajah Dil se keh waqt rukh ja pagal Chal pada karne yeh wafaa bewajah Hijr-e-yaara na sataa bewajah Ban gaya tu kyun wajah bewajah Main usse bhool chuka bhool chuka Main usse bhool chuka bhool chuka Main usse bhool chuka bhool chuka Baat Aey dil na badha bewajah Baat Aey dil na badha bewajah Hijr-e-yaara na sataa bewajah Naam lene ka iraada bhi na tha Naam lene ka iraada bhi na tha Naam lene ka iraada bhi na tha Chal pada zikr tera bewajah Chal pada zikr tera bewajah Unse milne ki wajah koi nahi Unse milne ki wajah koi nahi Unse milne ki wajah koi nahi Dhundhta kyun hai wajah bewajah Dhondhta kyun hai wajah bewajah Hijr-e-yaara na sata bewajah Ban gaya tu kyun wajah bewajah 
_________________
|
|
|
|
 |
|
|