Joined: Thu Jan 21, 2010 2:47 pm Posts: 8831 Location: apney dil ky dil mein
shair-e-ashraf wrote:
kiaa writer thay us zamane maiN....
hmmm Iqbal bano, one of my fav. ghazal singer... aaj subah he main un ki aik ghazal sun rhi thi..."payal mein geet hain"... umdah intikhab... Shair-e-ashraf... khush rahein
_________________
یاد کراں میں پیار سجن دا، رؤون نین وچارے دل نوں کنج تسلی دیواں، ٹٹ گئے سب سہارے
Joined: Thu Jan 21, 2010 2:47 pm Posts: 8831 Location: apney dil ky dil mein
shair-e-ashraf wrote:
woh kabhi mill jaaeN tu kiaa kiijiiye raat diin soorat ko dekha kiijiiye
chandni raatouN maiN ek ek phool ko be-khudii kehtii he sajdah kiijiiye
ju tamnna ber na aaye umer bher umer bhar us kii tamnna kiijiiye
ishq kii rangyiiniouN maiN doob ker chandnii raatouN maiN royaa kiijiiye
ham hii us ke ishq ke qaabil naa thay kyouN kisi zaalim kaa shikwah kiijiiye
wah wah! "Ghulam Ali"... king of ghazals great sharing Shair-e-ashraf... koi shaq nahin ... aaala intikhab... in ki aik ghazal hy "kbhi kitaboN mein phol rkhna"... wo miley to zror apney thread ki zeenat banaye ga... keep sharing khush rahein
_________________
یاد کراں میں پیار سجن دا، رؤون نین وچارے دل نوں کنج تسلی دیواں، ٹٹ گئے سب سہارے
Users browsing this forum: No registered users and 1 guest
You cannot post new topics in this forum You cannot reply to topics in this forum You cannot edit your posts in this forum You cannot delete your posts in this forum You cannot post attachments in this forum